Total Pageviews

Saturday, 22 April 2017

The Beginning of Solitude

https://28roverdiaries.wordpress.com/2017/04/22/the-beginning-of-solitude/?preview=true

Tuesday, 18 April 2017

Yaro ki yaad

Dard ab bhi hota hai
Sine me yaad ab bhi hai yaro
Bss waqt ne juda kiya hume
Dil se najdik ab bhi hai yaro
Waqt to nhi la sakte wapas
Mgr milto sakte hai Hum yaro.



Friday, 26 June 2015

Maine khuda se Pucha



Maine khuda se Pucha
Ye Khuda Manzil bhi sahi hai Raasta bhi sahi hai
Fir bhi nhi pohnche manzil pe kaisi ye uljhan hai

Khudane haske bola
Bande Manzil bhi sahi hai Raasta bhi sahi hai
Bss junun ki tere kami hai.


Wednesday, 24 June 2015

life wants




The biggest confusion in my life; whether I want anything from life or life wants everything from me?


Some dreams



Some dreams remain dreams; either we fear to complete those or languid


Thursday, 18 June 2015

Sapne


Sapne to unke hote hai jinke pass waqt hota hai
humare pass na sapne hai na unhe dekhne ka waqt hai bss aise hi
unhe pure krne ke liye bhag te hai 


Sapne

kuch sapne hote hai jo sirf sapne ban ke rah jate hai hakkikat me utarne ke liye ya to darr jate hai ya kamjor pad jate hai.


Wednesday, 18 February 2015

माझा मनातील काही ओळी राजेंच्या चरणी


राजेंच्या तलवारीला हि वाटत असेल आज मान 
शिवनेरी हि अभिमानाने सांगत असेल आज इतिहास 
राजेयांच्या या राजपानाला मुजरा माझा त्रिवार
शपत राजेंची आणि या स्वरज्याची 
कीर्ती वाढवू जो परियंत आहे प्राण 
राजेंचे भक्त आहोत राजेच आमचे भगवान 
भगव्याच्या मानासाठी देऊ आम्ही प्राण 

सर्व रयतेस शिव जयंती च्या हार्दिक शुभेछा 

माझा मनातील काही ओळी राजेंच्या चरणी 
शिवभक्त हर्षद पवार 


Thursday, 15 January 2015

kyun ki aage wade ka hi to faiysla hai

kayamat tk sath dene ka wada tha
wada bhi kayamat dhaya tha
jazbat ko apne rakhna sambhal ke kaha tha
waqt aayega tb dikhana hai kaha tha
waqt aake chala bhi gaya
jazbat ghut ke mr bhi gaye
ab intzar kayamt ka hai
kyun ki aage wade ka hi to faiysla hai


Badal jaate hai apne bhi

Badal jaate hai apne bhi
Badalte hai rishte bhi
Koi nahi hota kisi ka
Jb mil jaate hai naye rishte
Bs hum hi hai bewakuf
Jo nhi badal sakte na hi rishte
Badale huye unse koi shikayat nhi
Bss darte hai apne aap se kahi unke liye hum bhi Badal na Jaye.
Ye to Hal e dil hai bss bewakuf ka sune wale kitna bhi hase rote to hum dil se hai


Tuesday, 13 January 2015

Ruswa kiya

ruswa kiya is duniya ne hume gum na tha
ruswa kiya duniya ko humne gum na tha
ruswa kiya uske dil ko to mere dil ko gum hua
isi bahane chalo duniya ka dastur yaad aa gaya
shyad isi liye mere dil ne mujhse rukhsat liya


Monday, 11 August 2014

Sukh mhnje Kay ast

   sukh mhnje Kay ast??
Pausche 4 temb khidkit ubh rahun tal haata ghene ast
Kadhun sandhi tyach pausat chimb bhijn ast.
Prema chi aplya tyach pausat pratibimb pahn ast.
Alach pratibimb kadhi samor tr ghat mithi marn ast.
Sukh mhnje dusr Kay ast??
Thandgar wara tyacha sparsh samjhn ast.
Tyacha athwanit kadhi lajan kadhi hasn ast.
Yach Harsha chya pratikshela sukh as naaw ast.



Baby I love you

Ohhh my baby just wondering
How will you look like as your mom or dad or May be the angel of god.
You made me the man.
I wish I could see you now.
My baby................. just wondering How will you call me dadyda or dad.
I'm feeling fulfill with your upcoming presence.