Total Pageviews

Thursday, 15 January 2015

kyun ki aage wade ka hi to faiysla hai

kayamat tk sath dene ka wada tha
wada bhi kayamat dhaya tha
jazbat ko apne rakhna sambhal ke kaha tha
waqt aayega tb dikhana hai kaha tha
waqt aake chala bhi gaya
jazbat ghut ke mr bhi gaye
ab intzar kayamt ka hai
kyun ki aage wade ka hi to faiysla hai


No comments:

Post a Comment