Total Pageviews

Thursday, 15 January 2015

kyun ki aage wade ka hi to faiysla hai

kayamat tk sath dene ka wada tha
wada bhi kayamat dhaya tha
jazbat ko apne rakhna sambhal ke kaha tha
waqt aayega tb dikhana hai kaha tha
waqt aake chala bhi gaya
jazbat ghut ke mr bhi gaye
ab intzar kayamt ka hai
kyun ki aage wade ka hi to faiysla hai


Badal jaate hai apne bhi

Badal jaate hai apne bhi
Badalte hai rishte bhi
Koi nahi hota kisi ka
Jb mil jaate hai naye rishte
Bs hum hi hai bewakuf
Jo nhi badal sakte na hi rishte
Badale huye unse koi shikayat nhi
Bss darte hai apne aap se kahi unke liye hum bhi Badal na Jaye.
Ye to Hal e dil hai bss bewakuf ka sune wale kitna bhi hase rote to hum dil se hai


Tuesday, 13 January 2015

Ruswa kiya

ruswa kiya is duniya ne hume gum na tha
ruswa kiya duniya ko humne gum na tha
ruswa kiya uske dil ko to mere dil ko gum hua
isi bahane chalo duniya ka dastur yaad aa gaya
shyad isi liye mere dil ne mujhse rukhsat liya